Jatin -lalit - Tujhe Dekha To ye Jana Sanam Lyrics | lyrics DWAR

Tujhe Dekha To ye Jana Sanam Lyrics : This song from Superhit movie Dilwale Dulhaniya Le Jayenge ( DDLJ) . This romantic song sung by Kumar Sanu & Lata Mangeshkar. It's lyrics written by Anand Bakshi , music composed by Jatin-lalit. Starring Shahrukh Khan and Kajol in lead role.

Tujhe Dekha To ye Jana Sanam Lyrics
Tujhe Dekha To ye Jana Sanam Lyrics 


|SONG DETAILS|
Movie :- Dilwale Dulhaniya Le Jayenge (1995)

Song :- Tujhe Dekha To Ye Jana Sanam
Singer :- Lata Mangeshkar, Kumar Sanu
Music :- Jatin-lalit
Lyrics :- Anand Bakshi

|Tujhe Dekha To ye Jana Sanam Lyrics |

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
(Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam) - 2
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to yeh jaana sanam

La la la la la, la la la la la
La la la la la, la la la
Aankhen meri sapne tere
Dil mera, yaadein teri

O, mera hai kya

(La la la)

Sab kuch tera

(La la la)
Jaan teri, saansein teri

Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon, main kya karoon

Haan, tu saamne

(La la la)

Baithi rahe

(La la la)

Main tujhe dekha karoon

Tune aawaaz di, dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Teri baahon mein mar jaaye hum




Post a Comment

0 Comments