Main rang sharbaton ka lyrics - Phata poster nikla hero | Atif Aslam | Lyrics DWAR
|SONG DETAILS|
Movie :- Phata Poster Nikla Hero
Song :-Main Rang Sharbaton Ka
Singer :- Atif Aslam
Music :- Pritam Chakraborty
Lyrics :- Irshad Kamil
|Main Rang Sharbaton Ka lyrics|
Khwaab hai tu, neend hoon main
Teri meri baat bane.. baat bane..
Main Rang Sharbaton Ka
Mujhe khud mein ghol de to..
Mere yaar baat ban jaani..
Mujhe khud mein ghol de to..
Mere yaar baat ban jaani..
O yaara tujhe pyaar ki batiyaan
Jaag ke ratiyaan roz bitaawan
Isse aage ab main kya kahoon
O yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan
Maang le pakiyan aaj duawaan
Isse aage ab main kya kahoon
Maine to dheere se neendon ke dhaage se
Baandha hai khwaab ko tere..
Mujhe khud mein jod de to..
Mere yaar baat ban jaani..
Tere khayalon se, tere khayalon tak
Mujhe khud mein ghol de to..
Mere yaar baat ban jaani..
O yaara tujhe pyaar ki batiyaan
Jaag ke ratiyaan roz bitaawan
Isse aage ab main kya kahoon
O yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan
Maang le pakiyan aaj duawaan
Isse aage ab main kya kahoon
|
0 Comments